Dofollow and Nofollow: SEO Yani ki Search Engine Optimization. jab bhi hum iski baat Karte hai. to kuch common words aise hai jinki bahoot importance hoti hai. jaise ki Doindex, Nofollow, Dofollow, bots, crawling, etc. ya sabhi words SEO me apni-apni equal importance rakhte hai.
Is post me hum Nofollow aur Dofollow ke bare me detail me janege. khaas taor par newbies jo ki SEO me naaye hai aur abhi bhi Nofollow aur Dofollow ke bare me nhi jante. onke liya ya post bahot hi helpful ho ga.
Before This read here:
- 30+ Free.Edu Backlinks Sites List | Free.Gov Site Backlinks List
- 12 Tips to Write an Article as a Professional Writer
- Top 10 Responsive SEO Friendly and Mobile Friendly Blogger Template free
- A Complete Guide to SEO: What You Need to Know
Nofollow aur Dofollow link ke bare me baat karne se pahle. mai aap ko ek choti c chiz samjhna chahta hu.
Maan lijiya ki aap ek blooger hai jinhone abhi abhi ek blog banya hai. ab Google, Bing ke kaise pata chale ga ki apne blog bnahya hai. iske liya aapko apne blog ka sitemap google me submite karna padega. jab aap sitemap submit kar dege tab google bots (is apne spider bhi kaha sakte hai. iske kam hota hai ki ya website par jaya aur waha par jo bhi data hai ose scan kar) aapke blog ke crawl karga aur apki site ko index karga taki koi reader aapke search engine me thud Translates.
Ab ya aap par neerbhar karta hai ki aap kon se page search engine me index karwna chate hai aur kon sa nhi. ise hum index aur no index ke jariya kar sakte hai.
To chaliya ab baat karte hai Nofollw aur Dofollow ki.
Nofollow aur Dofollow kya hai aur iska kya difference hai
Sabse pahle ya term samjhe.
Link juice: jab aap kisi website ke koi article, page ko hyperlink karte hai. to google bots o link follow karte hai aur waha link juice pass karta hai. ya link juice article ki ranking me help karta hai aur domain authority ko bhi improve karta hai.
Nofollow links simply search engine bots ko link follow kartne ke liya allow nhi karta. kewal insam hi links ko follow kar payage
Nofollow Link ki Example:
<a href=”https://technovimal.in” rel=”nofollow”>blog kaise banaye</a>
Dofollow links Google aur anya Search Engines ko link follw karne ke liya allow karte hai hum link juice aur ek backlink dekar. yadi koi webmaster appke pass iss link dwara, linking kar raha hai. to fir Search Engine aur insam dono hi aap ko follow karne me saksham hoge.
Jab aap kisi website ya page ko link karte ho to Targeted Keyword ko as anchor text use kare.
Dofollow link ki Example:
<a href="https://technovimal.in">blog kaise banaye</a>
By default, sabhi hyperlinks Dofollow hote hai. to aapko kisi link ko dofollow banane ke liya kuch karne ki jaruta nhi hogi. Nofollow karne ke liya bus rel=”nofollow” add kare.
Nofollow aur Dofollow link kaha istemaal karana chahiya
Dofollow
- Agar aap ek high-quality website ko link kar rahe hai
- Agar aapane kisee ka original work copy kara hain reference ke taur par
Nofollow
- Low-quality sites jaise ki casino, gambling ya fir porn sites.
- Unrelated content. jaise agr aapka blog technology par hai par aapke cooking websites ko link kar rakh hai.
- Affiliate links.
- Comment section quki yaha par spamming ke maximum chances hai.
Koi link Nofollow hai ya Dofollow kaise check kare
Apke browser me jiss link ko check karne cahte hai ose uper right click aur “Inspect Element” choose kare. aapke pass ek window khul jayaga oske HTML code ke sath waha par aap dekhe sakte hai ki link Dofollow hai ya fir Nofollow.
Niche maine TechnoVimal par comment section ka ek screenshot diya hua hai jisme aap nofollow attribute dekh sakte hai.
Important Information:-
Hal hi me Google ne kaha hai ki waha nofollow link ko apne page se Page Rank ki distribution ki terms me as an outgoing link, abhi bhi count karte hai. fir bhi depend karta hai ki nofollow link kaha place kiya jaya. Nofollow link ko pageke bottom me rakhne ka sabse kab impact padta hai aur isime jab isse top me place kiya jata hai to iska kuch aalag impact padta hai.
No-follow ke Types
Robots Meta Tag:
<a href="https://technovimal.in">blog kaise banaye</a>
Yah bots/crawlers/spiders ko batate hai ki waha full page ke links ko follow na kare.
Link Attribute:
<a href=”http://www.google.com” rel=”nofollow”>
Yah search engine ko batata hai ki pages ki rankings ki terms me link ko count na kare.
Aaj ke liya bus itna hi. Nofollow aur Dofollow SEO ki ranking me ek important factor hai. Agr aap SEO ke bare me detail me jana chahte hai to yah guide padhe.
Koi Question? Request? Advice? aue kuch?
Krpaya Comment kare।
Yadi aapko mere yaha post aache laga to krpaya aowasy share keejiye. hamare sath Facebook, YouTube, Instagram aur Twitter se jude. hume Subscribe karna mat bhuliya😊